Har pal kisi ka chehre yu aankho mein sama jata hai
Khawab bhi haqeekat ka roop le samne aata hai
Raat din aankho mein anjana surur rehta hai
Hawa ka jhoka kisi ki khushbu udaa lata hai
Yuhi jab baato mein unka jikar aata hai
Ankho mein sharam ka samandar nazar aata hai
Tasvir banate rehte hai unki bikhre badlo par
Tanhiyo me seene se takiye ko lagaya jata hai
Kore kaagzo par likhte hai baar baar naam unka
Phir unhi kaagzo ko phadkar mitaya jata hai
kaano me mere gunjati hai unki aawaz aaise
Raat ke Andhero me jaise koi dur se bhulta hai
Apni parchiyo mein unka aks dhundte rehte hai
Anjane chehro me bhi unka chehra nazar aata hai....

No comments:
Post a Comment