ye shaam he ya dil me dhuaan sa uthta he
ye raat ayi he teri zulf ki ban ke parchaai
meri har saans me kun naam tera ata he
nhi ho pas magar fir bhi dil lubhaata he
nhi ho pas magar fir bhi dil lubhaata he
ye ehsaas hi meri khushio ka gharoonda he
na aye loot ke tum zind gi ki rahoon me
na aye loot ke tum zind gi ki rahoon me
jese guzra hua waaqt nhi aata lot ke fir
uski parchai or yad reh gai baki dil me
uski parchai or yad reh gai baki dil me
fir bhi dil intzaar kar ta he . piyar.karta he
kun teri yad ban gai he meri dharkaan
kun teri yad ban gai he meri dharkaan
aaja pardesi mere sapno ke raj kumaar
thak gai aas bhi or saans bhi ye tute he
thak gai aas bhi or saans bhi ye tute he
teri raahoon me bichchai palkei hamne
armaan saare kutte he teri hokar khud se chute he
armaan saare kutte he teri hokar khud se chute he
No comments:
Post a Comment