Friday 13 January 2012

Ankho main sama jao



Ankho main sama jao, is dil main raha karna

Taron mai hansa karna, phoolon main khila karna,
Jab se tumhein dekha hai, jab se tumhen paya hai

Kuch hosh nahi mujhko, ek nasha sa chhaya hai,
Ab baat jo karni ho, aankhon se kaha karna

Aey kaash dharkta dil, kuch dair thehar jaaye,
Baqi hai abhi tum par ye jaan fidaa karna

Aankhon main samaa jao, is dil main raha karna,
Qismat na kikhaye ab, ghariyan hu mein furqat ki

Har raat u hi chamke, taqdeer mohabbat ki,
Aey chand sitaaron tum mil jul k dua karna 

Aankhon main sama jaao, is dil mein raha karnaa


No comments: