Saturday 6 August 2011


* Agar zinda rahna chahtey ho to us cheez ko mat chaho
Jo tumari pounch se dour ho,
 
** Naey naey raastey talash karne se manzel dour ho jati hay,
 
*** Zindagi k har lamhey main kuch na kuch bakhertey jao
Takey tumarey baad aik baag laga huwa ho,
 
**** Zindagi aik tujarba hay,

No comments: