Saturday 6 August 2011


Bin tery raat to kiya ham se katey din bhi naheen
Dil tujhey bhulna chaey to yeh mumkin hi naheen
Yeh alag baat k anjan hay muj se warna
Dil ki dharkan na suney itna to woh kamsin naheen
Us se miltey hain to lot jata hay is dil ka karaar
Kiya setam hay k hameen chain terey bin bhi naheen
Hay maseha to mere dil ka darmaan kar de
Agar yeh mushkil hay to phir zakhm mere gin bhi naheen

No comments: