Saturday 18 June 2011


Wo jab bhi mujhse milti thi ,
Har baar ek masumyat se pucha karti thi,
K “TUM MERE HO NA ?” 
Aur main har baar uske mathe ko choom kar
Qasam khaya karta tha k
“BAS TUMHARA HU”
par kash…….
Ek baar…bas ek baar 
main ne usse puch liye hota
k
“TUM MERI HO NA”
kash…….

No comments: